Mai hun kisan - Jaipur

Thursday, 12 January 2017

Item details

City: Jaipur, Rajasthan
Offer type: Sell
Price: Rs 90

Contacts

Contact name atul gupta
Phone +919785015005

Item description

Mai Hun Kisan

“Mai hun Kisan” magazine is the national Hindi monthly magazine.
Organic farming information based national Hindi monthly magazine.
Organic food industries based information national Hindi monthly magazine.
Meditional plant cultivation information based national Hindi monthly magazine.
Horticulture plant cultivation information based national Hindi monthly magazine.
Aromatics plant cultivation information based national Hindi monthly magazine.
Tissue culture technology information based national Hindi monthly magazine.
Green house base, Poly base high tech cultivation information based national Hindi monthly magazine.
Drip and high tech water management information based national Hindi monthly magazine.
Aloevera cultivation and high tech technology information based national Hindi monthly magazine.
Stevia cultivation and high tech technology information based national Hindi monthly magazine.
Safed Musli cultivation and high tech technology information based national Hindi monthly magazine.
Ashwa Gandha cultivation and high tech technology information based national Hindi monthly magazine.

Inspiration
Mai Hun Kisan patrika me aandata khlane wale dhrti putra Kisan ke jeevan par prakesh dalte hue, kisan ke jeevan ke vastavik mulyo ko kalam ke madhyam se parkashit karne ka prayas kiya gaya hai. Es pustak ke lekhak ke roop me kisano ko rakh kar ese sampurn bharat desh ke kisano ko smarpit kiya gaya hai. Es patrika ke madayam se nimn muddo ko prakash me laya jaega, jisse en chupe hue muddo ka smadhan kiya ja sake.
1.Jal vayu parivartan.
2.Krishi vevastha me badlao
3.Jal dohan ke bhari tatv jese shisha manav ko bhari nuksan phoca rha hai.
4. Jevik kheti, aushdiye podho ki kheti, green house ke utpadan, net shed me utpadan, jal parbandhan, ktai ke bad parbandhan, uttam krishi kiriyae, sugandhit podho ki kheti, fal dar podho ki kheti, pholo ke podho ki kheti.
5.Bharat sarkar or raaje sarkar ki nitiya.
6.krishi se sambandhit vibhago se loan ki etc.
Upar ke sabhi vishe ke bare me aap sab jante honge or es patrika me en visho ke bare me jankari milegi, lekin hmara udeshe kewal en visho ke jankari dene bhar se nahi hai, hmara udeshe hai ki krishi ko kisan ke liye ek adhunik vhvsay bnana or uska adhunikaran karna. Adhunik trike se krishi karnne ke sath sath usme apne taknik smavesh karna, jisse kisan ve uska beta gav me rh kar hi khad ki jankari, aoshdiye podho ki adhunik kheti, krishi machine or jevik fertilizer ka utpadan krega or usko apnaega, kisan khud apne maal ka vyapar website bna kar kisan group ka parcar parsar krega.
Eske liye es patrika me diye gae gambhir shod ke bad tayar kiye gae prakartik kheti or unke duwara kiye gae adhunik kheti karte hue kisan bharat ke desh ke vikas me aham yogdan denge.
Es pustak ko parkashit karne se pehle 16 versho tak sari smasyao par ghan adyan kiya gaya hai or sabhi samsyao ko apke samne rkha gya hai. Ye pustak bharat desh ko smarpit kiya gaya hai jisme rastiye vichar dhara kisano ke vikas ko btaya gaya hai, or kisan ke vikas ke liye krishi ka odhogikaran krana jisse gramin star ko upar uthaya ja sake or bhin bhin trah ki kheti ko unnat taknik se tyar karna jisse kisan khud ko aarthik tor pe majbut kar sake or kisan ko khud ko etna majboot kar le ki enko fansi ke fande ka shara nhi lena pade.
Es bare me ab jada nahi khte hue bas me yhi khan cahunga ki ek saal me 12 parkashan apke dard ko smajne or apke dard ke smadhan ke liye meel ka patthar sabit honge.

ATUL GUPTA
AUTHOR)